Tuesday, March 18, 2008

Kami....

Got an sms… and just loved it…..!!!!

Rehne de aasmaan….
Zamin ki talaash kar….
Sab kuch yahi hain….
Na kuch aur talash kar….
Har aarzu puri ho to?
Jeene mein kya maaza??
Jin eke liye bus ek kami ki talaash kar……

Keep Faith
Chakoli :-)

Thursday, March 6, 2008

......

Har ashq ka matlab gum nahi hota….
Duriyan badhan e se pyaar kum nahi hota….
Waqt-bewaqt ho jati hain aankhein num….
Kyun kii yaadoin ka koi mausam nahi hota….!!!


Keep Faith
Chakoli :-)